Apni Zindagi Shayari
Apni zindagi Shayari about your own life share you in poetry.
Your feelings what you have today and what is nothing.
Zindgi ne sath diya tu likhty rahyn gayn
Yad mazi ho ya Haal hum likhty rahyn gayn
Mazaqe Yar banao ya pagal pan hum likhty rahyn gayn
Jab qalam tut gaya tu samaj layna hum b nahi rahyn gayn.
Ab Batain karny ka kia faida
Ab Ansoo Beh gaye puchnay ka kia faida
Rat ho gae kafi abhalo
Jag k batain karny ka kia faida
Chalo so jayen apni duniya banayen
Jaag k es Duniya main kia hai faida
No comments:
Post a Comment