Pages

Maa Shayari

                                        Shayari For Maa

This shayari is belong to Mother(Maa) watching you be kind to others all my life has made me a better person.Maa is not a simple word but it is whole universe in itself,She is most important person in everybody's life.A lovable person who only know how to bring happiness in other's life.





            Kisi Ko Ghar Mila Kisi Ke Hisse Dukan  Aayi
    
 Main Ghar Main Chota Tha Mery Hissay Maa Aayi



    Kisi Bhi Mushkil Ka Ab Kisi Ko Hal Nahi Milta

Shayad Ab Gar Say Koi Maa Ko Mil kar 
Nahi Nikalta.








      Apni Maa Ko Kabhi Na Dekhu Toh Chain Nahi Aata Hai


 Dil Najane Kyu Maa Ka Nam Sochte Hi Bahal Jata Hai.



     Gin Leti Hai Din Bagair Mere Gujare Hain Kitne


  Bhala Kaise Keh Doon Ki Maa Anparh Hai 





    Sab Kuchh Mil Jata Hai Duniya Mein Magar
  
     Yaad Rakhna Ki Bas Maa-Baap Nahi Milte

 

    Murja Kar Jo Gir Jaye Ek Bar Dali Say

    

    Yeh Aise Phool Hain Jo Phir Nahi Khilte



        Roh Ke Rishto Ki Yeh Gehraiyan To Dekhiye
    Chot Lagti Hai Humein Aur Chillati Hai Maa



   Hum Khushiyoon Main Maa Ko Bhalay Bhool b Jayen

   Jab Musibat Aa Jaye Toh Yad Aati Hai Maa.





    Uske Hontho Pe Kabhi Bad dua Nai Hoti


  Bus Ek Maan he Ha Jo Kabi Khafa Nai Hoti.



      Badduaa Santaan Ko Ek Maa Kabhi Deti Nahin


   Dhoop Se Chale Mile Jo Chhaon Baithhi Hai Sehej.

No comments:

Post a Comment

Featured Post

8 Majedar aur Jasoosi Paheliyan # Paheliyan in urdu & hindi # Riddles # shout info with duaa

Majedar aur Jasoosi Paheliyan Videos about different kinds of urdu paheliyan(Riddles) and improve your Generel Knowledge.I hope you enj...

Popular Posts