Shayari For Wife
Cute,Romantic shayari for Husband and wife love.
What feelings Husband have for wife express with shayari.
1) Romantic Shayari for Wife
Meri chahato ka bus itna afsana hai
Khud ko bula k bus tera ho janaa hai
Doobna kar aaj teri ankhon ki gehraiyon me
Pyar kis kis tarha hota hai itna batana hai.
Khud ko bula k bus tera ho janaa hai
Doobna kar aaj teri ankhon ki gehraiyon me
Pyar kis kis tarha hota hai itna batana hai.
2)
Best Romantic love Shayari Sms for Wife
Mery dil ke hal ki har khabar tum rakhty ho....
Durr hota hun pher bi mera khayal tum rakhte ho...
Meri choti choti baton ke liye tum khud ko bhula dete ho....
Etna kitna piyar tum dil main mery liye rakhte ho...
Durr hota hun pher bi mera khayal tum rakhte ho...
Meri choti choti baton ke liye tum khud ko bhula dete ho....
Etna kitna piyar tum dil main mery liye rakhte ho...
3)
Most Romantic Shayari for Wife
zara dekhna mery dil ko aa kar esy hua kiya hai
Paglo ki tarha dhadak raha hai jab say tum ne chua kiya hai
Khuda k dar par bi tumhe itna sochta hai
Ki hum bhul jaty hain kiya namaz or dua kiya hai.
Paglo ki tarha dhadak raha hai jab say tum ne chua kiya hai
Khuda k dar par bi tumhe itna sochta hai
Ki hum bhul jaty hain kiya namaz or dua kiya hai.
4)
Special Romantic Shayari Sms for Wife
Hum bi likh rahe hain ek kitaab Apni
Likhni hai jis main tumari chahat hai kitni
Par pareshan hain hum ek sawal ko lay kar
Kitab main likheyn tumy mohabbat ya jaan Apni.
Likhni hai jis main tumari chahat hai kitni
Par pareshan hain hum ek sawal ko lay kar
Kitab main likheyn tumy mohabbat ya jaan Apni.
5) Beautiful Romantic Shayari for Wife
Kabi juda na ho payen tuj say tu itna piyar bhar de
Zindagee mainn meri tu apni mohabbat aj bhar de
Jata lay ipyar tu bhi mujhe apni bhaon main lay kar
pher chahe subha say shaam kar de.
Zindagee mainn meri tu apni mohabbat aj bhar de
Jata lay ipyar tu bhi mujhe apni bhaon main lay kar
pher chahe subha say shaam kar de.
6)
Sweet Romantic Shayari for Wife
Apne lafz apni bate bhul jata hun,
Jab aata hun tery paas main saray kam bhul jata hun
Jata hun jab bhi har roz me kaam pe
Khud ko terey pas bhul jata hun.
Jab aata hun tery paas main saray kam bhul jata hun
Jata hun jab bhi har roz me kaam pe
Khud ko terey pas bhul jata hun.
7) New Love Romantic Shayari for Wife
Thodri shararat aaj ho janay do,
Qareeb Mujhe apne thodra aor ho jane do
Hum dono he na bacha payen aaj khud ko
Etni mohabbat ki aag lag jany do.
Qareeb Mujhe apne thodra aor ho jane do
Hum dono he na bacha payen aaj khud ko
Etni mohabbat ki aag lag jany do.
8)
Romantic Shayari For Wife Tareef
Kitni haseen ho tum,
Kitna khubsurat chehra tumara hai
Logo ne kaha hoga tum chaand ka tukda ho
Par hume to lagta hai chand khud tukdra tumhara hai.
Kitna khubsurat chehra tumara hai
Logo ne kaha hoga tum chaand ka tukda ho
Par hume to lagta hai chand khud tukdra tumhara hai.
9) Touching Romantic Shayari for Wife
Har dua main sirf ek tujhe he managa hai
Humne dil say wafa say manga hai
Hum ji nahi payenge ek pal bi tumharey bina
Bus yehi kahe kar to tujhe khuda managa hai.
Humne dil say wafa say manga hai
Hum ji nahi payenge ek pal bi tumharey bina
Bus yehi kahe kar to tujhe khuda managa hai.
No comments:
Post a Comment