Pages

Shayari For Humsafar

                                   
                       Best Humsafar Shayari


Humsafar Shayari about the life partner because 


humsafar mean the person who live with forever.

Humsafar(Partner) is the persons who love &  Respect 

eachother.






Dil ki dharkan ko ek lamha sabar nai

shayad us ko meri kadar nai

kabhi wo humsafar tha

koi aur sathi bhan gya par wo humsafar nai





Ae mere humsafar

Tumse bohat pyar karne lagi hon

Har pal tumhara sath chahti hon



Ae mere humsafar

Tumhare sapne sajaye bethi hon

In sapno ko torr mat dena

Har pal mera sath nibhana

Galti hone pe daant lena

Par bich raste pe chorr mat dena

Ae mere humsafar

Tumse bohat pyar karti hon

Yeh pyar humesha itna rahe

gham me aur khushi me hum sath rahe

Bas itna pyar karne lagi hon






Kuch is tarah mila hai sakoon

Kuch is tarah hai yeh dil kush

Jab se tu bana hai mera humsafar

Asaan bana hai yeh safar



Manzil milne sey dosti bhulai nai jati

Humsafar milne sey dosti mitai nai jati

Dost ki kami har pal rehti hai

Duriyon se dosti chupai nai jati


Khawahish ke samandar ke sab moti tere naseeb hon

Tere chahne wale humsafar tere har-dam kareeb hon

Kuch youn tere liye rehmaton ka mosam

Ke teri har Duaa har khwahish kabool ho



Zindagee dene wale marte chorr gae

Apnapann jatane wale tanha chorr gae

Jab parri zaroorat hume apne humsafar ki

Wo sath chalne wale apna rasta morr gae






Ulfat me akser aisa hota hae

Aankhe hasti hain aur dil rota hae

Mante hain hum jin-he manzil apni

Humsafar un ka aur hota hae



Zindagee dene wale marte chorr gae

Sath dene wale tanha chorr gae

Jab zaroorat parri hume apne humsafar ki

Woh sath chalne wale bhi apna rasta morr gae


Kuch sochta hon ke kuch bhi acha nai hota

Such to yeh hai ke jisse chaho wesa nai hota

Koi aap ka sath dey na dey par kabhi ghum na karna

Khud se bade darre duniya me koi humsafar nai hota





Chand ki roshni asmaan me sitare

Such hon ghe ab khawab humare

Mille ghe do humsafar zindagee ke safar me

Hon ghe pure sapne ab haqiqat humare



Ham nadan the jo us ko

Apna humsafar samajh bethe

Wo chalet to humare sath

Mager kisi aur ki talash me





Mere jane ke bad kisi ko farak nai pare gha

Bas tanhai hi roe ghi ke mera humsafar chala geya



In saanson mein mehakata paya hai tujhe

har khawaab mein bulaya hai tujhe,

kyun na kareyn yad tuj ko,

jub khuda nayyhamaarey liye banaya hai tujhe

No comments:

Post a Comment

Featured Post

8 Majedar aur Jasoosi Paheliyan # Paheliyan in urdu & hindi # Riddles # shout info with duaa

Majedar aur Jasoosi Paheliyan Videos about different kinds of urdu paheliyan(Riddles) and improve your Generel Knowledge.I hope you enj...

Popular Posts